SONG DETAILS

Tere Dum Se Hai Mera Dum

BANDHAN - 1998

FilmBANDHAN - 1998
SingerKUMAR SANU, ALKA YAGNIK
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

o sanam -
o sanam - 3
(dil se tumko chahenge hum
pyar hoga na kabhi kam
o sanam ) - 2
tere dum se hai mera dum - 2
dil se tumko chahenge hum
pyar hoga na kabhi kam
o sanam
tere dum se hai mera dum - 2

(maana mera hai junoon yeh
ho gayi mohabbat sanam tumse) - 2
naam tere yeh zindagi
tu hai meri har khushi
tere bina jeena nahi
bole mera mann
dil se tumko chahenge hum
pyar hoga na kabhi kam
o sanam
tere dum se hai mera dum - 2

o sanam - 3
o sanam - 3
(bandhan tera mera har janam
ab juda tumse na rahenge hum) - 2
jaan-e-jaana kya karu
durr kaise main rahu
tu hai jahaan main hu wahan
o mere sajan
dil se tumko chahenge hum
pyar hoga na kabhi kam
o sanam
tere dum se hai mera dum - 2
dil se tumko chahenge hum
pyar hoga na kabhi kam
o sanam
tere dum se hai mera dum - 2