SONG DETAILS

Agar Zindagi Ho Toh Tere Sang Ho

BALMAA

FilmBALMAA
SingerKUMAR SANU, ASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

agar zindagi ho to tere sang ho -
agar maut ho toh woh ho tujhse pehle - 2
agar zindagi ho to tere sang ho - 2
agar maut ho toh woh ho tujhse pehle - 2
balmaa balmaa - 2

ab dil lagta kahi na tere bina - 2
mushkil hoga jeena tere bina
aa milke wada kar le jab tak doga dam mein dam
saath nahi chodenge chahe khisyaan ho ya gam
balmaa balmaa - 2
agar zindagi ho to tere sang ho - 2

mujhko mili hai saansein tere liye - 2
khwaab sajaye aankhen tere liye
ab na kabhi toote yeh tere vaadon ka mausam
mere yaadon mein mehke tere yaadon ka mausam
balmaa balmaa - 2
agar zindagi ho to tere sang ho - 2

jab tak ye duniya ye aalam rahe -2
pyaar tera is dil mein baalam rahe
mere pyaase dil pe na koi dooja rang chadhe
kam na ho har lamha teri chaahat aur badhe
balmaa balmaa - 2
agar zindagi ho to tere sang ho - 2
agar maut ho toh woh ho tujhse pehle - 2
balmaa balmaa - 3