SONG DETAILS

Chori Chori Dil Ka

BADA BHAI

FilmBADA BHAI
SingerASHA, TALAT
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

asha:chori chori dil ka
(chori chori dil ka lagaana buri baat hai)-2
talat:dil ko lagaake pachtaana buri baat hai
both:chori chori dil ka lagaana buri baat hai

asha:dil se dil jab takaraata hai
pyaar nazar mein sharamaata hai, sharamaata hai
pyaar men dekho sharamaana buri baat hai
asha:(chori chori dil ka lagaana buri baat hai)-2
talat:dil ko lagaake pachtaana buri baat hai
both:chori chori dil ka lagaana buri baat hai

talat:chhupata hai jab koi nazar se
uthati hai ek aah jigar se, aah jigar se
asha:aahon se dil ko jalaana buri baat hai
both:(chori chori dil ka lagaana buri baat hai)-2
dil ko lagaake pachtaana buri baat hai
chori chori dil ka lagaana buri baat hai