SONG DETAILS

Kahan Tak Yeh Man

BAATON BAATON MEIN

FilmBAATON BAATON MEIN
SingerKISHORE KUMAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalenge
Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai
Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai
Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai

Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey
Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey

Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka
Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa
Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa

Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey
Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai
Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain
Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain

Usey Ek Din To Kinare Milengey
Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey
Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey