SONG DETAILS

Door Na Ja

JANNAT

FilmJANNAT
SingerRANA MUZUMDER
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorEmraan Hashmi , Samir Kochhar , Sonal Chauhan , Vishal Malhotra
Actress—

Lyrics

Tera Chehra Meri Aankhon Mein Basa, Rehne De Khud Ko, Thoda Sa Kahi Mujh Mein Bacha, Rehne De Door Na Ja, Door Na Ja Door Na Ja, Door Na Ja Door Na Ja, Door Na Ja Aajke Baad Mera Sara Safar, Tanha Hai Aur Tere Saath Ka Bhi Akhir Yeh, Lamha Hai Aur Kuch Der Mujhe Aur Kuch Der Mujhe Khud Se Judaa Rehne De Aur Kuch Der Mujhe Khud Se Judaa Rehne De Door Na Ja, Door Na Ja Door Na Ja, Door Na Ja Ab Kahin Jake Mere Dil Ko Yeh, Lagta Hai Yaar Ki Baahon Mein Meri Jannat Ka Jahan, Basta Hai Aur Kuch Der Mujhe Aur Kuch Der Mujhe In Mein Bandha Rehne De Aur Kuch Der Mujhe In Mein Bandha Rehne De Door Na Ja, Door Na Ja Door Na Ja, Door Na Ja