SONG DETAILS

Baavari Piya Ki

BAABUL - 2006

FilmBAABUL - 2006
SingerSONU NIGAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

baavari piya ki -
kaase kahe jaake peer jiyaaki
baavari piyaa ki - 2

piyu rang man ki chunar rangaai - 2
piyu piyu rath ke piyu mein samaai

ban gayi chhaayaa - 2
chhal baliyaa ki
baavari piyaa ki - 4

itha utha dekhe panth nihaare - 2
har din palchhin naam pukaare
sud nahin bisare - 3
man basiyaa ki
baavari piyaa ki - 4
kaase kahe jake peer jiyaaki
baavari piyaa ki - 6