SONG DETAILS

Tum Kamsin Ho

AYEE MILAN KI BELA

FilmAYEE MILAN KI BELA
SingerMOHAMMAD RAFI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Tum Kamsin Ho Nadaan Ho Najuk Ho Bholi H
Sochata Hoon Ki Mein Pyar Na Karoon

Madhosh Adaa Yeh Allhadpan
Bachpan To Abhi Beeta Hi Nahin
Ehsaas Hai Kya Aur Kya Hai Tadap
Is Soch Mein Dil Dooba Hi Nahi
Ehsaas Hai Kya Aur Kya Hai Tadap
Is Soch Mein Dil Dooba Hi Nahi

Tum Kamsin Ho....

Tum Aahen Bharo Aur Shikve Karo
Ye Baat Hamein Manjoor Nahin
Tum Taare Gino Aur Neend Uden
Ye Raat Hamein Manjoor Nahin
Tum Taare Gino Aur Neend Uden
Ye Raat Hamein Manjoor Nahin

Tum Kamsin Ho....