SONG DETAILS

Kaise Batlaau Tujhe Jindagi Pe Kya Beete

AISHWARYA · 2009

FilmAISHWARYA
SingerALKA YAGNIK, VIJAY PRAKASH
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
Actor—
Actress—

Lyrics

(Kaise Batlaau Tujhe Jindagi Pe Kya Beete Tere Deewaane Ki Bebasi Pe Kya Beete) - 2 (Tere Bagair Sanam) - 2 Kaise Batlaau Tujhe Jindagi Pe Kya Beete Tere Deewaane Ki Bebasi Pe Kya Beete (Rahu Khaamosh Toh Pal Chalte Hain Muskura Toh Hont Jalte Hain) - 2 Sajaana Chaahu Magar Churaake Chehre Par Na Puchh Mujhse Ke Uss Khushi Pe Kya Beete (Tere Bagair Sanam) - 2 (Kaise Samjhaau Tujhe Ke Khudi Pe Kya Beete) - 2 (Kuchh Andheron Ne Gher Rakha Hai Ghum Ke Gheron Ne Gher Rakha Hai) - 2 Kahin Se Chhupte Chhupate Jo Aa Gayi Lab Pe Na Puchh Mujhae Ke Uss Hansi Pe Kya Beete (Tere Bagair Sanam) - 2 Kaise Samjhaau Tujhe Ke Khudi Pe Kya Beete Tere Deewaane Ki Bebasi Pe Kya Beete