SONG DETAILS

Bura Maan Gaye

AYEE MILAN KI BELA

FilmAYEE MILAN KI BELA
SingerMOHD RAFI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Bura maan gaye
pyar aankhon se jataya to bura maan gaye

apne gajre ke har ek phool ki taareef suni
haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye

yun to har roz sataate the hume sham o seher
humne ek roz sataaya to bura maan gaye

sirf itni si khata par hume dushman jaana
sar na qadmon mein jhukaaya to bura maan gaye