SONG DETAILS

Raat Ke Musafir

GULAAL · 2009

FilmGULAAL
SingerRAHUL RAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorDEEPAK DOBRIYAL , KAY KAY MENON , ADITYA SRIVASTAV , PIYUSH MISHRA
Actress—

Lyrics

(Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke) - 2 Raat Ke Musafir.. (Chal To Tu Pada Hai, Faasla Bada Hai Jaan Le Andhere Ke Sar Pe Khoon Chadha Hai) - 2 Mukaam Khoj Le Tu, Makaan Khoj Le Tu Insaan Ke Sheher Mein Insaan Khoj Le Tu Dekh Teri Thokar Se Raah Ka Wo Patthar Maathe Pe Tere Kas Ke Lag Jaaye Naa Uchal Ke Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke Hoo Raat Ke Musafir Maana Ki Jo Hua Hai, Wo Tune Bhi Kiya Hai Inho Ne Bhi Kiya Hai, Unhone Bhi Kiya Hai Maana Ki Tune Haan Haan, Chaha Nahi Tha Lekin Tu Jaanta Nahi Ki Yeh Kaise Ho Gaya Hai Lekin Tu Phir Bhi Sunn Le, Nahi Sunega Koi (Tujhe Yeh Saari Duniya Khaa Jaayegi Nigal Ke) - 2 (Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke) - 2 Raat Ke Musafir.. Hmmm…Hmmm Hoo Raat Ke Musafir Tu Bhaagna Sambhal Ke Potli Mein Teri Ho Aag Naa Sambhal Ke, Raat Ke Musafir