SONG DETAILS

Aisi Sazaa Deti Hawaa

GULAAL · 2009

FilmGULAAL
SingerSHILPA RAO
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorDEEPAK DOBRIYAL , KAY KAY MENON , ADITYA SRIVASTAV , PIYUSH MISHRA
Actress—

Lyrics

(Aisi Sazaa Deti Hawaa, Tanhai Bhi Tanha Nahi) - 2 Neenden Bhi Ab Sone Gayi , Raaton Ko Bhi Parvaah Nahi.. Aise Mein Baarish Ki Boondon Se Apni, Saason Ko Sehla Bhi Do Badhti Hawaon Ke Jhokho Se Dil Ko, Nagma Koi Laa Bhi Do Palko Ki Kono Pe Baaithi Nami Ko, Dheeme Se Pighla Bhi Do Aaaaaaa.Yeh Zindagi Aisi Hi Thi, Tumne Kabhi Jaana Nahi Jeevan Ki Rahon Mein Aana Ya Jaana, Bata Ke Nahi Hota Hai Jaate Kahin Hai Magar Jaante Naa, Ki Aana Wahin Hota Hai Khone Ki Zid Mein Yeh Kyu Bhoolte Ho, Ki Paana Bhi Hota Hai Wo Pal Abhi Waisa Hi Hai, Choda Tha Jo Jaisa Wahi Aisi Sazaa Deti Hawaa, Tanhai Bhi Tanha Nahi Neenden Bhi Ab Sone Gayi, Raaton Ko Bhi Parvaah Nahi..