SONG DETAILS

Gulon Mein (Upbeat Version)

SIKANDAR · 2009

FilmSIKANDAR
SingerKK
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorR.MADHAVAN , SANJAY SURI , PARZAN DASTUR , AYESHA KAPUR
Actress—

Lyrics

(Gulon Mein Rang Bhare Badlon Bahar Chale) - 2 Chale Bhi Aao Ki Gulshan Ka Karobar Chale Badlon Bahar Chale Karobar Chale, Hoo Gulon Mein Rang Bhare Badlon Bahar Chale Chale Bhi Aao Ke Gulshan Ka Karobar Chale Tum Kho Na Jana Kahin Bhooli Hui Yaadon Ke Sehar Mein Hum Tum Milenge, Milenge Rango Aur Phoolon Ke Safar Mein EK Kahani Meri Kho Gai Mulakatein Phir Se Ho Gai Ja Mushkilon Se Kaho Hum Safar Guzar Chale Chale Bhi Aao Ke Gulshan Ka Karobar Chale Tumne Dikhayen Dikhayen Naye Naye Suraj Naye Chaman Chahe Andheri Dono Ki Chandani Chura Ki Laya Gulshan Aise Guzari Amavas Dhar Se Roshani Ko Chand Bhi Tarse Mere Sehar Mein Hawa Kash Bar Bar Chale Chale Bhi Aao Ke Gulshan Ka Karobar Chale Badlon Bahar Chale Karobar Chale, Hoo Gulon Mein Rang Bhare Badlon Bahar Chale Chale Bhi Aao Ke Gulshan Ka Karobar Chale (Gulon Mein Rang Bhare) - 2 Chale Bhi Aao Ki Gulshan Ka Karobar Chale