SONG DETAILS

Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re

THE STONEMAN MURDERS · 2009

FilmTHE STONEMAN MURDERS
SingerSUNIDHI CHAUHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorKAY KAY MENON , ARBAAZ KHAN , VIKRAM GOKHALE , RUKHSAR
Actress—

Lyrics

Qaatilaana, Qaatilaana (Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Qaatilaana Hai Akhiyon Ki Aag Re Jara Bachake Tu Rehana Hai Yeh Aashiko Ka Kehana Maine Lute Hajaaron Yaar Re) - (2) Qaatilaana Oo, Qaatilaana Aah Aah Qaatilaana Oo, Qaatilaana Jalwe Kataar Meri, Tej Inaki Dhaar Hai Dil Ke Tukade Kar Daalungi Jahirile Jaam Mere Aaj Teri Saans Mein Katara Katara Bhar Daalungi Mere Honto Ke Yeh Pyaale Sab Ki Jaan Lene Waale Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Qaatilaana Hai Akhiyon Ki Aag Re Jara Bachake Tu Rehana Hai Yeh Aashiko Ka Kehana Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Oo, Qaatilaana Aah Aah Qaatilaana Oo, Qaatilaana Nakharon Mein Naaj Yeh Mijaaj Mere Dekhkar Dhadake Najarein Mehmaano Ki Khataron Bhari Hai Mere Roop Ki Ranginiya Sun Le Duniya Deewaano Ki Maine Sine Se Nikaale, Dil Saare Tod Daale Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Hai Julfon Ke Naag Re Qaatilaana Hai Akhiyon Ki Aag Re Jara Bachake Tu Rehana Hai Yeh Aashiko Ka Kehana Maine Lute Hajaaron Yaar Re Qaatilaana Oo, Qaatilaana Aah Aah Qaatilaana Oo, Qaatilaana