SONG DETAILS

Pata Hi Na Chala

LOTTERY · 2009

FilmLOTTERY
SingerABHIJEET SAWANT, SANTOSH SINGH
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorABHIJEET SAWANT , SANJAY NARVEKAR , MUKESH TIWARI , RUCHA GUJARATI , MANISHA KELKAR
Actress—

Lyrics

Kab Chehara Tera Inn Aankhon Ne Chhu Liya (Pata Hi Na Chala) - 2 Kab Teri Khushabu Ko Saanson Ne Chhu Liya (Pata Hi Na Chala) - 2 Anjaan Tha Main Teri Aahaton Se, Baahon Mein Kab Tum Aaye (Pata Hi Na Chala) - 3 Pyaar Ki Tadap Hai Dil Ke Chaaron Taraf Aanhein Hi Aanhein Hai (Jism Se Rooh Talak) - 2 Na Mila Chain Jabse Yeh Dil Hai Mile (Hai Tute Huye Nindon Ke Silsile) - 2 Na Mila Chain Jabse Yeh Dil Hai Mile Hai Tute Huye Nindon Ke Silsile Har Ek Lamaha Palake Khuli Thi Aankhon Mein Kab Tum Samaaye (Pata Hi Na Chala) - 3 (Abb Na Chaahat Hai Koyi, Na Hai Justaju Ishq Mein Saans Lene Ki Hai Aarju) - 2 Khaabon Khayaalon Ki Parde Hataake, Saawan Kab Tum Aaye (Pata Hi Na Chala) - 3 Kab Chehara Tera Inn Aankhon Ne Chhu Liya (Pata Hi Na Chala) - 2 Kab Teri Khushabu Ko Saanson Ne Chhu Liya (Pata Hi Na Chala) - 2 Anjaan Tha Main Teri Aahaton Se, Baahon Mein Kab Tum Aaye (Pata Hi Na Chala) - 4