SONG DETAILS

Kab Socha Tha Pyaar Yuun Tadpaayega

LOTTERY · 2009

FilmLOTTERY
SingerABHIJEET SAWANT
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorABHIJEET SAWANT , SANJAY NARVEKAR , MUKESH TIWARI , RUCHA GUJARATI , MANISHA KELKAR
Actress—

Lyrics

(Pyaar Ki Hairaaniya, Chain Mein Thi Bechainiya) - 2 Dil Toh Parinda Hai, Ishqo Se Jinda Hai Sine Mein Mar Jaayega (Kab (Socha Tha - 2), Pyaar Yuun Tadpaayega) - 3 (Aadhi Tamanna Sulagati Hai Kyun Ek Dard Ban Ke Bilagati Hai Kyun) - 2 (Main Saans Bhi Lunga Agar) - 2, Toh Bhi Jiya Nahi Jaayega (Kab (Socha Tha - 2), Pyaar Yuun Tadpaayega) - 3 (Sar Pe Mere Aasmaan Abb Nahi Na Paanv Ke Niche Hai Yeh Jameen) - 2 (Tinaka Hoon Main Jhonka Koyi) - 2, Aake Uda Le Jaayega (Kab (Socha Tha - 2), Pyaar Yuun Tadpaayega) - 3