SONG DETAILS

Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein

13B · 2009

Film13B
SingerKARTIK
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorR MADHAVAN , NEETU CHANDRA , SACHIN KHEDEKAR , MURLI SHARMA
Actress—

Lyrics

Aankhon Se Bachaakar, Lo Rakho Chhupaakar Pyaar Ko Kabhi Kisi Ki Najar Na Lage Chaand Ko Churaakar, Maathe Pe Sajaakar Haule Chalna Raat Ko Khabar Na Lage Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi.. (Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya) - 2 Aajkal Ik Nanhe Mehmaan Se Baatein Karu Khwaabon Mein Dono Kahaaniya Banaate, Jhuti Sachchi Hai Bataate Maine Kal Usase Kahaan Yaar Abb Aa Bhi Jaao Ghar Kabhi Bheegne Se Na Tum Darna, Khushiyon Ki Hai Barsaatein Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi.. Na Na Na Naare Na Na Na Na Na Naare......, Jo Bhi Maanga Mil Gaya Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya Aankhon Se Bachaakar, Lo Rakho Chhupaakar Pyaar Ko Kabhi Kisi Ki Najar Na Lage Chaand Ko Churaakar, Maathe Pe Sajaakar Haule Chalna Raat Ko Khabar Na Lage Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi.. (Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya) - 2