SONG DETAILS

Jaoon Kahan

BILLU BARBER · 2009

FilmBILLU BARBER
SingerRAHAT FATEH ALI KHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2009
ActorIRRFAN KHAN , SHAHRUKH KHAN , LARA DUTTA , OM PURI , RAJPAL YADAV , ASRANI
Actress—

Lyrics

(Kab Se Usko Dhondta Hoon, Bhegi Palko Se Yahan Ab Jane Woh Kahan Hai, Tha To Mera Ashiyan) - 2 Rabba Mere Mujhko Bata, Haaye De Mujhe Kyon Yeh Saza (Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan) - 2 (Ek Chhota Ssa Jahan, Chand Khushiyon Se Bhara Usko Mujhse Cheen Kar Hai, Mil Gaya Tujhko Bhi Kya) - 2 Abb Hai Fakat Sirf Jaan, Kar Dun Mein Woh Bhi Aata (Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan) - 2 (Waqt Ke Kitne Nishaan Hai, Zarei Zarei Mein Yahan Doston Ke Saath Ke Pal, Kuch Hasen Kuch Gumjyda) - 2 Sab Hua Abb To Fanna.., Bas Raha Baki Dhuan.. (Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan) - 2 Kab Se Usko Dhondta Hoon, Bhegi Palko Se Yahan Ab Jane Woh Kahan Hai, Tha To Mera Ashiyan Rabba Mere Mujhko Bata, Haaye De Mujhe Kyon Yeh Saza (Ab Sare Bandhan Thod Ke, Yaadon Ko Tanha Chod Ke Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan) - 4