SONG DETAILS

Pyaar Ki Dastaan

LUCK BY CHANCE · 2008

FilmLUCK BY CHANCE
SingerAMIT PAUL & MAHALAKSHMI IYER
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
Actor FARHAN AKHTAR , KONKONA SEN SHARMA , HRITHIK ROSHAN , RISHI KAPOOR , DIMPLE KAPADIA , JUHI CHAWLA
Actress—

Lyrics

(Jab Hawaien Sunati Hai, Tere Mere Pyaar Ki Dastaan Sunti Hai Yeh Fiza, Sunti Hai Yeh Zameen, Sunta Hai Aasmaan) - 2 Isiliye Phoolon Mein Kaliyon Mein Khushboo Hai Isiliye Parwaton Jharno Mein Jadao Hai Isiliye Nikhrein Hai Raastein Wadiyan Ho Jab Hawaien Sunati Hai, Tere Mere Pyaar Ki Dastaan Ho Sunti Hai Yeh Fiza, Sunti Hai Yeh Zameen, Sunta Hai Aasmaan Sapno Ka Yeh Mausam Hai, Dil Se Dil Ka Sangam Hai Sulge Sulge Hothon Per, Halki Halki Shabnam Hai Chalte Chalte Kahan Aa Gaye Hum Tum Jo Paas Aaye Sharma Gaye Hum Khud Ko Khoya Tumhein Paaye Hum Ho Isiliye Hum Bhi To Karte Yun Preet Hai Isiliye Gunjte Ansune Geet Hai, Isiliye To Koi Aarzoo Hai Jawan Mehki Si Hai Tanhayi, Rut Hai Jaise Alsai Ho Dil Mein Lete Hai Armaan, Angaadi Per Angdai Todi Si To Rakho Humse Dorri, Kyon Kahani Rahe Yeh Adhuri Sab To Kehna Nahi Hai Jaruuri, Isiliye Milke Bhi Milne Ki Pyaas Hai Isiliye Pyaar Ko Kal Ki Bhi Aas Hai, Isiliye To Hasin Lagti Dooriyan Jab Hawaien Sunati Hai, Tere Mere Pyaar Ki Dastaan Sunti Hai Yeh Fiza, Sunti Hai Yeh Zameen, Sunta Hai Aasmaan Isiliye Nikhrein Hai Raastein Wadiyan