SONG DETAILS

Wafaa...

WAFAA · 2008

FilmWAFAA
SingerKALPANA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
ActorRAJESH KHANNA , TINU ANAND , SARA KHAN , SAHIB , SUDESH BERRY
Actress—

Lyrics

(Sunaaye Kya Tumko Fasaana Kisika Mera Dil Bhi Tha Yeh Deewaana Kisika Magar Usake Dil Mein Na Thi Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa..) - 2 (Rote Rote Kehata Hai Yeh Jakhm-E-Jigar Aaja Kabhi Meri Taraf Tu Laut Kar) - 2 Armaan Hai Itana Hi Are Bewafa Kar Kabhi Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Sunaaye Kya Tumko.. Fasaana Kisika.. Mera Dil Bhi Tha Yeh Deewaana Kisika Magar Usake Dil Mein Na Thi Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. (Dil Ne Mere Jaana Jisako Diljaaniya Deke Mujhako Wohi Gaya Tanhaayiya) - 2 Dil Ka Hai Bas Yeh Ghum Kabhi Usane Mujhse Na Ki Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Sunaaye Kya Tumko Fasaana Kisika Mera Dil Bhi Tha Yeh Deewaana Kisika Magar Usake Dil Mein Na Thi (Wafaa.. Wafaa.. Wafaa.. Wafaa..) - 2