SONG DETAILS

Sargarmiyaan Ho

WAFAA · 2008

FilmWAFAA
SingerJAYA PIYUSH
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
ActorRAJESH KHANNA , TINU ANAND , SARA KHAN , SAHIB , SUDESH BERRY
Actress—

Lyrics

(Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar - 2 Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho..) - 2 Aankhon Mein Kuchh Likha Hai, Padh Jara Le Woh Deewaane Yeh Berukhi Hai Kis Liye, Aa Jaa Baahon Mein Chaahat Ke Ban Jaane De, Banate Hai Jo Fasaane Dil Na Jala Jaane Wafa Aa Ja Baahon Mein Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho.. (Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar) - 2 Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho.. Raks Hai Dil Mein Barma Sa, Lamha Yeh Kaisa Aaya Dil Ka Mere Aalam Yeh, Pehale Toh Na Tha Sar Se Lekar Paanv Tak, Kaisa Nasha Hai Chhaaya Aisa Mera Haal Kabhi Pehale Toh Na Tha Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho.. (Sargarmiyaan Saanson Mein Hai O Hamnava Kis Kadar) - 2 Bhatkaav Par Dil Hai Mera, Baahon Mein Aa Humsafar Sargarmiyaan.. Ho.., Sargarmiyaan.. Ho..