SONG DETAILS

Bhula Sako To Bade Shauk Se

WAFAA · 2008

FilmWAFAA
SingerUDIT NARAYAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
ActorRAJESH KHANNA , TINU ANAND , SARA KHAN , SAHIB , SUDESH BERRY
Actress—

Lyrics

(Bhula Sako To Bade Shauk Se Bhula Do Mujhe) - 2 Magar Main Kaise Bhula Du Tumhe Bata Do Mujhe Bhula Sako To Bade Shauk Se Bhula Do Mujhe Magar Main Kaise Bhula Du Tumhe Bata Do Mujhe Bhula Sako To Bade Shauk Se Bhula Do Mujhe (Siwa Wafa Ke Meri Jindagi Mein Kuchh Bhi Nahi) - 2 Wafa Jurm Hai Toh Iss Jurm Ki Saja Do Mujhe Bhula Sako To Bade Shauk Se Bhula Do Mujhe (Lipat Na Jaau Main Daaman Se Yeh Khayaal Rahe) - 2 Tumhe Yeh Haq Hai Ke Tum Khaak Mein Milaa Do Mujhe (Bhula Sako To Bade Shauk Se Bhula Do Mujhe) - 2 Magar Main Kaise Bhula Du Tumhe Bata Do Mujhe (Bhula Sako To Bade Shauk Se Bhula Do Mujhe) - 2