Lyrics
Najaney Hai Kaise Aye Bewafa, Rab Ne Banaye Kaise Reeth
Miltey Hai Do Dill Bas Khoney Ko, Do Din Key Saboshaam
Ansu Nahe Tum Merey Par Janey Kyun, Kismo Se Aye Teri Khushbu
Guzri Hai Chukey Chehrey Se Ungli Teri, Teri Aahat Ye Dil Sunraha..
Jaltey Hai Chaltey Hai Sang Sang Merey
Khamoshi Aahen Andherey,Dekhley Jhakley In Nazroon Mein
Hoo Tute Tute Se Hai Sapney Terey
Sunley Maseeha Guzarish Zaara Si Sunley Tu Dil Ki Dua
Chahu Tu Dilse Door Jana Ek Aakhri Bar Jana
Janey K Liye Haan, Chaltey Hai Chaltein Hain Sang Sang Merey
Khamoshi Aanhein Andherey, Dekhley Jhankley In Nazro Mein
Hoo Tote Tote Se Hai Sapney Terey
Jalte Hai Chaltey Hai Sang Sang Merey, Khamoshi Aahen Andherey
Dekhley Jhakley In Nazroon Mein
Hoo Tute Tute Se Hai Sapney Terey…