SONG DETAILS

Zindagi Jhoom Kar

AUR PYAAR HO GAYA

FilmAUR PYAAR HO GAYA
SingerNUSRAT FATEH ALI KHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
ActorBobby Deol
Actress—

Lyrics

Aa..
Sa Ni Dha Pa Ma ...

Zindagi Jhoom Kar Muskuraane Ko Hai
Zindagi Jhoom Kar Muskuraane Ko Hai
Pyaar Apni Kahaani Sunaane Ko Hai
Pyaar Apni Kahaani Sunaane Ko Hai
Zindagi Jhoom Kar Muskuraane Ko Hai


Khwaab Aankhon Mein Lekar Deewaane Chale
Kya Hai Deewangi Ye Dikhaane Chale
Khwaab Aankhon Mein Lekar Deewane Chale
Kya Hai Deewangi Ye Dikhaane Chale
Hosh Khone Chale Jaan Ganwaane Chale
Ishq Ki Baazi Lagaane Ko Hai

Zindagi Jhoom Kar Muskuraane Ko Hai
Zindagi Jhoom Kar Muskuraane Ko Hai
Pyaar Apni Kahaani Sunaane Ko Hai
Pyaar Apni Kahaani Sunaane Ko Hai
Zindagi Jhoom Kar Muskuraane Ko Hai

Ab Nigahein Mili Aur Pyaar Ho Gaya
Ab Nigahein Mili Aur Pyaar Ho Gaya
Aur Pyaar Ho Gaya
Aur Pyaar Ho Gaya
Aur Pyaar Ho Gaya
Aur Pyaar Ho Gaya