SONG DETAILS

Rim Jhim Saawan Barasta Hai

KAASHH MERE HOTE · 2008

FilmKAASHH MERE HOTE
SingerSHASHANK SINGH BABA
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
ActorANUPAM KHER , HEMANT BIRJE , JOHNY LEVER , SNEHA ULLAL , SANNA MIRJA
Actress—

Lyrics

Rim Jhim Rim Jhim Rim Jhim Rim Jhim Rim Jhim Rim Jhim , Rim Jhim .. (Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai...) - 2 Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa.. Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa. Ye Rain Hai Ya Pain Hai..Vo.. Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai... Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa.. Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa. Ye Rain Hai Ya Pain Hai.. Ho..Rim Jhim Saawan Barasta Hai.. (The Rain Is Calling For Me And You..) - 4 Hum Do Deewaane Aaye Ghar Se Nikalke, Baarish Ka Lene Mazaa.. Kehti Hamaari Dhadkane Ab Machal Ke, Baarish Mein Hai Ek Nashaa.. Sataata Hai Mausam, Jalaata Hai Paani Kare Baimaani Ye Aalam Badghuma, Ye Rain Hai ..Ya Pain Hai... Ho..Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai... Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa.. Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa. (Ye Rain Hai Ya Pain Hai..) - 2 Ho..Boonde Giri Jo Tere Baalo Se Chhan Ke Jee Chaahe Main Chum Lu.. Ho..Man Pe Pade Jo Ye Phoohaare Badan Ke Jee Chaahe Main Jhoom Lu Hawaa Mein Hai Jaadu, Ghataa Mein Hai Khushboo Naa Khud Pe Hai Kaaboo, Karu Kya Meri Jaan Ye Rain Hai Ya Pain Hai . Ho..Rim Jhim Saawan Barasta Hai.., Dil Hamaara Tarastaa Hai... Bheega Bheega Hai, Lamhaa Lamhaa.. Jeeya Jaaye Naa, Tanhaa Tanhaa. (Ye Rain Hai Ya Pain Hai..) - 2 (The Rain Is Calling For Me And You..) - 2