SONG DETAILS

Khush Hoon Main

CAMP ROCK · 2008

FilmCAMP ROCK
SingerSUNIDHI CHAUHAN, SANGEET HALDIPUR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
ActorDEMI LOVATO , JOE JONAS , ALYSON STONER , JULIE BROWN , ELLA
Actress—

Lyrics

Koi Jaane Ye To Naa, Ki Kaisa Lagta Hai Jab Dil Mein Koi Khwaab, Yu Machal Ta Hai Lage Naamumkin, Vo Door Sa..Lage Par Ho Jo Kar Yakeen, Dil Mein, Vo Milta Hai Ye Hai Sach Khush Hoon Main Mila Mujhko Hai Jo Ye Pal Haseen Sa Yahi Roshni Chaahu Main Mulakat Khudi Se Is Tarah Se Hogayi Roko Na Koi Toko Na Mujhe, Khush Hoon Main Saare Zamaane Se, Yu Dar Dar Ke Chhupti Rahi Sabse, Bahaane Karke Par Sapne To Jaise Lehre Hai Inhe Roko To Bhi Naa Ye Rukte Hai Jo Chaahe Ho.., Ye Hai Sach Khush Hoon Main Mila Mujhko Hai Jo Ye Pal Haseen Sa Yahi Roshni Chaahu Main Mulakat Khudi Se Is Tarah Se Hogayi Roko Na Koi Toko Na Mujhe, Khush Hoon Main Koi Jaane Ye To Naa, Kaisa Lagta Hai Jab Dil Mein Koi Khwaab, Yu Machal Ta Hai Lage Naamumkin, Vo Door Sa..Lage Par Ho Jo Kar Yakeen, Dil Mein, Vo Milta Hai Ye Hai Sach Khush Hoon Main Mila Mujhko Hai Jo Ye Pal Haseen Sa Yahi Roshni Chaahu Main Mulakat Khudi Se Is Tarah Se Hogayi Roko Na Koi Toko Na Mujhe, Khush Hoon Main Tu Hai Vo Jo Dil Mein Saanso Mein Khayaalo Mein Bhi Rahe Nazre Mila Tu .., Aa Mila Tu.. Tu Hai Aas Paas To Saare Dil Bhi Gaayenge Nazre Mila Tu.., Aa Mila Tu.. Ye Hai Sach Khush Hoon Main Mila Mujhko Hai Jo Ye Pal Haseen Sa Yahi Roshni Chaahu Main Mulakat Khudi Se Is Tarah Se Hogayi Roko Na Koi Toko Na Mujhe, Khush Hoon Main Khush Hoon Main Tu Hai Aas Paas To Saare Dil Bhi Gaayenge, Tu Hai Vo Jo Dil Mein Saanso Mein, Khayaalo Mein Bhi Rahe Mulakat Khudi Se Is Tarah Se Hogayi Roko Na Koi Toko Na Mujhe, Khush Hoon Main...