SONG DETAILS

Jeeye Hum Har Lamha

CAMP ROCK · 2008

FilmCAMP ROCK
SingerSUNIDHI CHAUHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
ActorDEMI LOVATO , JOE JONAS , ALYSON STONER , JULIE BROWN , ELLA
Actress—

Lyrics

Kabhi Kya Hai Ye Socha, Hamare Liye Hai Kya Kya Chhupa Waqt Mein Ke Dar Naa Kisi Se Kaisa Dhooa Khuli Hai Raahe Come On, Come On, Come On Hume Mauka Ye Jo Mila Hai To Come On, Come On, Suno Hua Kal Jo Bhi Use Jaane Do.. Chhodo Bhi Kal Ki Baate Kal Kabhi Naa Vo Badlega Haa Ek Aur Kal Hai Jo Aage Hamaare, Kuch Hume Hai Kar Dikhana Ki Jaane Us Kal Mein Hai Kya, Ye To Jaane Koi Naa So Come On, Come On, Suno, Jeeye Hum Har Lamha.. Jaane Kisi Bhi Pal Mein, Yu Bewajah Raahe Judaa Ho Jaaye Aur Aise Mein Naa Ho, Ke Dil Ke Koi Sapne Baaki Yu Reh Jaaye Come On, Come On, Come On, Hume Mauka Ye Jo Mila Hai To Come On, Come On, Suno Hua Kal Jo Bhi Use Jaane Do.. Chhodo Bhi Kal Ki Baate Kal Kabhi Naa Vo Badlega Haa Ek Aur Kal Hai Jo Aage Hamaare Kuch Hume Hai Kar Dikhana Ki Jaane Us Kal Mein Hai Kya, Ye To Jaane Koi Naa So Come On Come On Suno, Jeeye.. Hum Har Lamha.. Come On Come On Suno, Jeeye.. Hum Har Lamha.. Chhodo Bhi Kal Ki Baate, Kal Kabhi Naa Vo Badlega So Come On Come On, So Come On Come On So Come On Come On Suno, Jeeye.. Hum Har Lamha..