SONG DETAILS

Hai Ye Shaam Mere Naam

CAMP ROCK · 2008

FilmCAMP ROCK
SingerMARIANNA D’CRUZ
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year2008
ActorDEMI LOVATO , JOE JONAS , ALYSON STONER , JULIE BROWN , ELLA
Actress—

Lyrics

Suna Hai Maine Kisi Se, Ke Zindagi Mein Kabhi Ye Naa Kehna Kisi Se Dil Ke Jo Hai Gam Chaaho Na Chaahoge Phir Bhi Hume Rehna Hai Bas Khush Hi Jaise Jeete Ho Sabki Marji Muskil Hai Bada Hi Intzaar Ka Ye Mod Hai Pal Vo Ab Sabar Ko Toh To Kya Kaam Ka Hai Chhup Rehna Ye Kehdu Main, Hai Ye Shaam, Mere Naam Ye Sab Sunle.., Ke Khwaahishon Ka Hai Ye Shor Karo Sab Gaur, Hai Ye Shaam, Mere Naam Hai Ye Shaam, O O O O, Mere Naam O O Milti Hai Bas Ek Baar Hi Zindagi Ye Hum Ko Aakhir To Kahin Rukna Kaisa Ho Fir Kaho Kahe Ye Duniyaa Jo Chaahe Hume Isse Kya Lena Hai Tum Uski Bhi Koi Baat Naa Suno Dekho Meri Ye Salaah Hai Karo Khud Se Ye Sawaal Ke Un Khwaabo Ka Tumhe, Kya Ye Khwaab To Kya Kaam Ka Hai Chhup Rehna Ye Kehdu Main, Hai Ye Shaam, Mere Naam Ye Sab Sunle.., Ke Khwaahishon Ka Hai Ye Shor Karo Sab Gaur, Hai Ye Shaam, Mere Naam, Mere Naam Haa Ye Zamaana Sune, Main Kya Chaahoon, Kya Chaahoon Yahaa Main Bhi Hoon, Yahaa Main Bhi Hoon To Kya Kaam Ka Hai Chhup Rehna Ye Kehdu Main, Hai Ye Shaam, Mere Naam Ye Sab Sunle.., Ke Khwaahishon Ka Hai Ye Shor Karo Sab Gaur, Hai Ye Shaam, Mere Naam Hai Ye Shaam, Mere Naam Mere Naam..