SONG DETAILS

Zamaane Mein Aaye Deewaane Naye

ASHA AND FRIENDS - VOL.1

FilmASHA AND FRIENDS - VOL.1
SingerASHA BHOSLE & ZEE LIL' CHAMPS
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(zamaane mein aaye deewaane nay
suron mein saja ke taraane naye
uun chhalakaayenge khushabu aawaaz ki
ki ho jaayenge dil puraane naye) - 2

(naye josh se lutenge hosh hum
lutaayenge khushiyaan churaayenge ghum) - 2
duva kijiye abb na thehare kadam - 2
junuun ye hamaara kabhi ho na kam - 2
duva hain chhuye aasmaan
ye mastaano ka kaarwaan
zamaane mein aaye...

(sang sang sabhi ko nachaayenge hum
jaadu nashila jagaayenge hum) - 2
leke nayi masti aaye hain hum - 2
saare jamaane pe chhayenge hum - 2
yaki hain tumhare nishaan
rahenge hamesha yahaan
zamaane mein aaye...