SONG DETAILS

Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai

SONU NIGAM - CLASSICALLY MILD

FilmSONU NIGAM - CLASSICALLY MILD
SingerSONU NIGAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Sochta Hoon Main... Khel Yeh Kya Ha

Anjaana Sa... Khel Yeh Kya Hai
Khel Yeh Kya Hai... -2

Sochta Hoon Main... Khel Yeh Kya Hai

In Saaji Ke.... - 2
Paata Kya Hai, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon.. Main... Khel Yeh Kya Hai - 2

(Hasana Rona Gaana Kya Hai..
Uthana Girna Paana Kya Hai..) - 2

Bando.. Ko Manvaana Kya Hai..... - 2

Jina Sach Hai.. -2
Ya Ek Sapna, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

[ Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Sochta Hoon Main... Khul Ye Kya Hai - 2

(Ye Din Raat Ka Fera Kyon Hai...,
Dharati Rain Basera Kyon Hai) - 2

Tan Pe Umrr Ka Dhera Kyon Hai..... - 2

Pal Pal Badhati... -2
Umrr Ghate Kyon, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon Main... Khul Ye Kya Hai.. - 2

(Preet Ka Taana Paa..Na.. Kya Hai
Rishto Mein Uljhaana Kya.. Hai) - 2

Khud Ko Hi Tadpaana Kya Hai..... - 2

Aankh Mein Aansu... -2
Kyon Aate Hai, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon Main.. Khul Ye Kya Hai
Anjaana Sa... Khel Yeh Kya Hai

Khel Yeh Kya Hai... -2
Yeh Kya Hai, Sochta Hoon Main... Khel Yeh Kya Hai

In Saaji Ke... -2
Paata Kya Hai, Sadiyo Se Ye Raaz Chhupa Hai

Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai, Khel Yeh Kya Hai

[ Sochta Hoon Main Khel Yeh Kya Hai Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]