SONG DETAILS

Yaadein Bani

SOCH

FilmSOCH
SingerKUMAR SANU, ALKA YAGNIK
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Yaadein Bani Parchaaiyaan Chaaron Taraf Hai Tanhaaiyaan Sana
Yaadein Bani Parchaaiyaan Chaaron Taraf Hai Tanhaaiyaan Sanam
Aag Mein Daba Jaise Dhuaan Hai Yahi Hamaari Daastaan

Yaadein Bani Parchaaiyaan

Kya Kare Hum Bhala Bewaja Si Lagti Zindagi
Tum Waja Dhoond Lo Zindagi Mein Aayegi Khushi
Keh Rahi Hai Kya Khaamoshiyaan Dooriyaan Rahe Na Darmiyaan
Yaadein Bani Parchaaiyaan

Jo Khuda Ho Khafa Aadmi Kare To Kya Kare
Kya Tumhe Hai Pata Waqt Saare Zakhmo Ko Bare
Jal Gaya Hamara Aashiyaan Hum Naya Banayenge Jahan