SONG DETAILS

Dil Mera Hain Deewana

SHART

FilmSHART
SingerASHA BHOSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(dil mera hain deewana deewana mohabbat ka
ek shama ka parwana parwana mohabbat ka) - 2

hai hai hai
(ruut yeh suhaani pyara zamana
duniya ke gam se dil hai begana) - 2
hothon pe hai afasana - 2
afasana mohabbat ka
dil mera hain deewana deewana mohabbat ka
ek shama ka parwana parwana mohabbat ka

hai hai hai
(bhoola musafir behki nigaahein
khoj rahi hai pyar ki raahein) - 2
aankhon mein hai mehkhana - 2
mehkhana mohabbat ka
dil mera hain deewana deewana mohabbat ka
ek shama ka parwana parwana mohabbat ka