SONG DETAILS

Tere Sau Deewane Jhoote

SHAREEF BADMASH

FilmSHAREEF BADMASH
SingerKISHORE KUMAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Tere Sau Deewan
Jhute Parwane
Ek Tera Sachcha Ashiq Hoon Main
Maane Ya Tu Na Maane Re

Tere Sau Deewane
Jhute Parwane

Chhor Jayenge
Dil Tod Jayenge
Yeh Beqadar Yaar Mushkil Mein
(repeat 2 times)

Dil Masal Denge Yeh
Peeke Chal Denge Yeh
Aankhon Ke Paimaane

Maane Ya Tu Na Maane Re
Tere Sau Deewane
Jhute Parwane

Aaj Hai Yahan
Kal Aur Kahin Haan
Inki Kuch Aisi Hi Aadat Hai
(repeat 2 times)

In Pe Na Kar Yakeen
Kho Na Jayen Kahin
Raste Hain Anjane

Maane Ya Tu Naa Maane Re
Tere Sau Deewane
Jhute Parwane