SONG DETAILS

Shadi Karke

SHADI KARKE PHAS GAYA YAAR

FilmSHADI KARKE PHAS GAYA YAAR
SingerABHIJEET
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Ek ladka, ek ladk
Ek pal mein ek ho jaate hain
Aur dono shaadi ke sapnon mein kho jaate hain
Kabhi shaadi mein aaye maza
Kabhi shaadi ban jaaye saza
Kabhi shaadi mein aaye maza
Kabhi shaadi ban jaaye saza
Arre kiski kismat mein kya hai kisko pata
Koyi shaadi kar ke bas gaya
Koyi shaadi kar ke phas gaya
Koyi shaadi kar ke bas gaya
Koyi shaadi kar ke phas gaya

Ek ladka, ek ladki
Ek pal mein ek ho jaate hain
Aur dono shaadi ke sapnon mein kho jaate hain
Kabhi shaadi mein aaye maza
Kabhi shaadi ban jaaye saza
Kabhi shaadi mein aaye maza
Kabhi shaadi ban jaaye saza
Arre kiski kismat mein kya hai kisko pata
Koyi shaadi kar ke bas gaya
Koyi shaadi kar ke phas gaya
Koyi shaadi kar ke bas gaya
Koyi shaadi kar ke phas gaya

Submitted by : Laila