SONG DETAILS

Nuktachi Hai Gham-E-Dil

YAHOODI KI LADKI

FilmYAHOODI KI LADKI
SingerK L SAIGAL
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Nuktachi Hai Gham-E-Dil Usko Sunaye Na Ban
Kya Bane Baat Jahan Baat Banaye Na Bane

Maein Bulata To Hun Usko Magar Ae Jazbaa-E-Dil
Uspe Ban Aaye Kuch Aaisi Ke Bin Aaye Na Bane

Bojh Woh Sar Pe Gira Hai Ke Uthaye Na Uthe
Kaam Woh Aan Padha Hai Ke Banaye Na Bane

Ishq Par Zor Nahin Hai Yeh Woh Aatish `Ghalib'
Ke Lagaye Na Lage Aur Bujhaye Na Bane