SONG DETAILS

Usne Humein Phir Yaad Kiya Hai

YAAD PIYA KI AAYI

FilmYAAD PIYA KI AAYI
SingerSUHEL KHAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

usne humein phir yaad kiya hai -
taaza sitam izaad kiya hai - 2
usne humein phir yaad kiya hai - 2

usne mere dil mein baskar, usne mere
usne mere dil mein baskar
apna ghar aabad kiya - 2
taaza sitam izaad kiya hai, usne hamein

karke taaluk ke kua maane
baandh ke par aazaad kiya hai
taaza sitam izaad kiya hai, usne hamein

aayo baitho faisala karne - 2
kisne kise barbaad kiya hai - 2
taaza sitam izaad kiya hai - 2