SONG DETAILS

Hum Tumse Mohabbat Karke

WAHAN KE LOG

FilmWAHAN KE LOG
SingerMUKESH
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Hum Tumse Mohabbat Karke Sanam
Duniya Ka Fasana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri Ek Jam Piya
Phir Hosh Mein Aana Bhool Gaye

Jab Dekh Li Teri Mast Nazar
Maikhane Ka Rasta Chhodh Diya
Zulfon Pe Teri Jab Aankh Padhi
Sawan Ka Zamana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri...

Aye Husn Teri Ulfat Ne Hamein
Pahuncha Diya Aisi Manzil Pe
Kadmon Pe Tere Ek Sajda Kiya
Phir Sar Ko Uthaana Bhool Gaye
Aankhon Se Teri...