SONG DETAILS

Sanam, O Sanam, Dil Mera Kehta Hai

VIJAYTA PANDIT - PROPOSE

FilmVIJAYTA PANDIT - PROPOSE
SingerVIJAYTA PANDITA, SONU NIGAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(sanam, o sanam, dil mera kehta hai -
teri aankhon mein, mera sapna rehta hai) - 2
ho sanam, o sanam, dil mera kehta hai

(dil mein mere, teri tasbir hai
tum kya milein, meri taqdir hai) - 2
o mere sanam, tere hi khayaalon mein rahe hum, aur yeh nayan
sanam, o sanam, dil mera kehta hai
teri aankhon mein, mera sapna rehta hai
ho sanam, o sanam, dil mera kehta hai

(hai yeh haqiqat koyi sapna nahi
tere siva mera koyi apana nahi) - 2
woh jaan-e-man, tera bina laage nahi mera mann, teri kasam
janam, kayi janam ka apana rishta hai - 2
nahi iss jahaan mein koyi tere jaisa hai
ho sanam, o sanam, dil mera kehta hai - 2
teri aankhon mein, mera sapna rehta hai