SONG DETAILS

Saiyya Dil Mein Aana Re

UMI-10

FilmUMI-10
SingerSNEHA PANTH
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(saiyya dil mein aana re
aake phir na jaana re - 2
cham chama cham cham) - 2
raja banke aana re
mohe leke jaana re - 2
cham chama cham cham

chaandani raat hogi taaron ki baraat hogi - 4
pehle pehle pyar ki pehli pehli baat hogi - 2
khushi khushi gaayenge hum geet suhaana re
saiyya dil mein aana re
aake phir na jaana re - 2
cham chama cham cham

thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyar hoga - 4
kabhi ikraar hoga kabhi inkaar hoga - 2
tera manana mera ruthh jana re
saiyya dil mein aana re
aake phir na jaana re - 2
cham chama cham cham
raja banke aana re
mohe leke jaana re - 2
cham chama cham cham