SONG DETAILS

Ja Ri Behna

TRISHUL

FilmTRISHUL
SingerUNKNOWN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

Female

Baap ka ghar kya
Bhai ka ghar kya
aaj samjh ko sabko aajaan
ladki jis ghar mein palti hai
us ghar hoti hai mehmaan

Male:

(ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2

Ladki ka jab bachpan jaaye
meka saath hi jaaye
usske jeevan saathi ka ghar
usska ghar keh laaye
(ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2

Female:

ladki ke jeevan mein jis din yeh shub abkar aaye
saans baane woh maa usski aur sasur pita keh laaye

Male:

(ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2

Ja ri behnaa ja tujhko yeh nabji banra saaye
tere aangana naachni naache
durga deep jalaaye
(ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2

Posted By : Aksha