SONG DETAILS

Do labjon kee hai

THE GREAT GAMBLER

FilmTHE GREAT GAMBLER
SingerASHA BHONSLE
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

do labjon kee hai, dil kee kahaane
yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

dil kee baato kaa, matalab naa poochho
kuchh aaur hum se, bas ab naa poochho
jis ke liye hain duniyaan diwaanee,
yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

ye kashtiwaalaa, kyaa gaa rahaa thaa
koee ise bhee, yaad aa rahaa thaa
kisse puraane, yaade puraanee
yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee

is jindagee ke, din kitane kam hai
kitanee hain khushiyaa, aaur kitane gam hai
lag jaa gale se, rut hain suhaanee
yaa hain mohabbat yaa hain jawaanee