SONG DETAILS

Jeevan Sapna

ANOKHA PYAR

FilmANOKHA PYAR
SingerLATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

jivan sapanaa tuut gaya
(tuut gayaa) - 2
jivan sapanaa tuut gayaa
(tuut gayaa) - 2
jivan sapanaa tuut gayaa
ek musaafir aayaa aake dil ki duniyaa luut gayaa
dil ki duniyaa luut gayaa
jivan sapanaa tuut gayaa

(man nagari meri suuni padi thi
(aashaa ke dvaare pe kab se khadi thi) - 2
(haath men pi kaa aanchal sajani) - 2
aate aate chuut gayaa
jivan sapanaa tuut gayaa