SONG DETAILS

Main Panchhi Aazaad

TADBIR

FilmTADBIR
SingerSAIGAL
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

main panchhi aazaad -2
mera kaheen door thikaana re
main panchhi aazaad
mera kaheen door thikaana re

us duniya ke baag mein mera -2
aanaa-jaana re

jeevan ke parabhaat mein aaoon -2
saanjh dhale
saanjh dhale to main ud jaaoon -2
bandhan mein koi mujhako baandhe -2
wo dua na de -2

main panchhi aazaad -2
mera kaheen door thikaana re

dil mein kisi yaad aaye
aankhon mein masti laharaaye -2
janam-janam ka mera kisi se -2
pyaar puraana re -2

main panchhi aazaad -2
mera kaheen door thikaana re
main panchhi aazaad
mera kaheen door thikaana re