SONG DETAILS

Kyonki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi

SERIALS

FilmSERIALS
SingerUNKNOWN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

rishton ke bhi roop badalte hai
naye naye saanche mein dhalte hain
ek pe aati hain ek jaati hain
banti kahani nayi
kyonki saans bhi kabhi bahu thi
haa saans bhi kabhi bahu thi
kyonki saans bhi kabhi bahu thi
haa saans bhi kabhi bahu thi

khelne wale baith ke dekhenge
naye khiladi khel yeh khelenge
rishton ka rand badla
naaton ka dhang badla
aaina phir bhi wahi
kyonki saans bhi kabhi bahu thi
haa saans bhi kabhi bahu thi
kyonki saans bhi kabhi bahu thi
haa saans bhi kabhi bahu thi