SONG DETAILS

Aisaa Hotaa To Nahin

SANNATA

FilmSANNATA
SingerLATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

aisaa hotaa to nahi
aisaa ho jaaye agar
tumhin mil jaao

vaadaa nahin koi koi qasam nahin
magar intezaar hai hamen intezaar
aawaaz dete hain anajaan aankhon par
hamen aitabaar hai hamen aitabaar
aisaa hotaa to nahin

bechain hokar jab koi akelaa thaa
charaagon ki mahafil jalaaye bujhaaye
kaamosh vaadon ki aawaaz men koi
bulaaye tumhin ko, tumhin ko bulaaye
aisaa hotaa to nahin