SONG DETAILS

Angoor Ka Daana

SANAM BEWAFA

FilmSANAM BEWAFA
SingerKAVITA SUBRAMANIAM
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

angoor ka daana hoon sui na chubho dena
sui jo chubhoi to ras tapakega
jo ras tapakega to kismis kismis kismis ban jaaungi
angoor ka daana ...

phoolon ki tarah rakhana murajhaane nahi dena
khushbu ki tarah rakhana ud jaane nahi dena
main raat hoon shabaab ki dhal jaane nahi dena
angoor ka daana ...

raaton ki main raani hoon har dil ki javaani hoon
angoor ki beti hoon sharaab puraani hoon
ye baat hai raaz ki khul jaane nahi dena
angoor ka daana ...