SONG DETAILS

Unhe Kho Kar Dukhi Dil Ki Dua Se

ANGAARE

FilmANGAARE
SingerLATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

unhe khokar dukhi dil ki dua se aur kya maanguu
main hairaan hoon ki aaj apani vafa se aur kya maanguun

girahbaan chaak hai, aankhon mein aansu
lab pe aahe hain- 2
yahi kaafi hai, duniya ki hava se aur maanguun
unhe khokar

meri barbaadiyon ki daastaan, un tak pahunch jaae
siva isake mohabbat ke kuda se aur kya maanguun
unhe khokar