SONG DETAILS

Humein Maaf Karna Khata Hai Hamaari

RASIYA SAAJAN

FilmRASIYA SAAJAN
SingerUDIT NARAYAN
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

tumhein chumati hai - 2, nigaahein hamaari -
humein maaf karna, (khata hai hamaari - 2) - 2
izaazat nahi humne tumhaari - 2
humein maaf karna (khata hai hamaari - 2)

(khata hai magar hai badi khubsurat
hoti hai yeh har dil ki jaroorat) - 2
(sine mein mere bhi dil hi toh hai
nahi hoon main koyi paththar sanam) - 2
majboor hai yeh - 2, nigaahein bechaari - 2
humein maaf karna, (khata hai hamaari - 2)

(iraada main dil ka badal na sakunga
dooba hoon tum mein nikal na sakunga) - 2
(chumunga honto se abb main tumhein
khaayi hai maine tumhaari kasam) - 2
hone do puri - 2, yeh khwaaish hamaari - 2
humein maaf karna, (khata hai hamaari - 2)