SONG DETAILS

Qaateel, Tadpaaye Ishq Qaateel, Tarsaaye Ishq Qaateel

RAQEEB

FilmRAQEEB
SingerALISHA CHINOY
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

(ishq daga hai, ishaq wafa hai, ishq toh ishq ha
ishaq saja hai, ishq kaja?? hai, ishq toh ishq hai) - 2
qaateel (tadpaaye ishq qaateel, tarsaaye ishq qaateel
ban jaaye ishq qaateel, qaateel hai ishq qaateel) - 2

(loot le gaya dil ka chaino karaar
dukh de gaya bekhayaali kayaal)- 2
yeh ishq hai bada hi bereham
yeh ishq hai bada hi sangdil
qaateel (tadpaaye ishq qaateel, tarsaaye ishq qaateel
ban jaaye ishq qaateel, qaateel hai ishq qaateel) - 2

(jaane kahaan kab kasam tod de
jaane kahaan kab bharam tod de) - 2
yeh ishq karata inaayat kahaan
yeh ishq deta hai dard-e-muftkil
qaateel...........
(tadpaaye ishq qaateel, tarsaaye ishq qaateel
ban jaaye ishq qaateel, qaateel hai ishq qaateel) - 2