SONG DETAILS

Kitna Mazza Aa Raha Hai

RAJA JAANI

FilmRAJA JAANI
SingerLATA MANGESHKAR
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

hmmm haa
kitna mazza aa raha hai
o o o
kitna mazza aa raha hai
teer-e-nazar chal rahe hai
armaan nikal rahe hai
kitna mazza aa raha hai

(pehle humko tumse kuchh gile the
isliye tumhe na hum mile the) - 2
ruut badal rahi hai hum bhi badal rahe hai
armaan nikal rahe hai
o o o
kitna mazza aa raha hai
teer-e-nazar chal rahe hai
armaan nikal rahe hai
ho..
kitna mazza aa raha hai

aa..
(dono milke aaj muskuraye
ek baat tumko hum sunaye) - 2
humne yeh suna hai ke log jal rahe hai
armaan nikal rahe hai
ho..