SONG DETAILS

Holidays

RAAGESHWARI - SAGARI RAYN

FilmRAAGESHWARI - SAGARI RAYN
SingerRAAGESHWARI
Lyricist—
Composer—
Music Director—
Year—
Actor—
Actress—

Lyrics

history geography maths scienc
let give me a break, b' z its time for holliday...

(kaam kaam karate karate thak gaye haay raam
chhuttiyaan manaane ka chalon banaaye program) - 2
aayi hain chhuttiyaan aayi hain holidays - 2

(pehale baitho homework karake fikar mitaao
ki mammi daddi khud puche kahaan jaana hai bataao) - 2
parvat parvat ghumo ya phir saagar tat pe karo aaraam
chhuttiyaan manaane ka chalon banaaye program
aayi hain chhuttiyaan aayi hain holidays - 2

(bachho apane ghar mein tum piggy bank banaayo
chuttiyon mein vahi khajaana ji bhar ke lutaao) - 2
mammi daddi bhi chal denge chodake sab apane kaam
chhuttiyaan manaane ka chalon banaaye program
aayi hain chhuttiyaan aayi hain holidays - 2

(har raste pe daudo, har parvat se pukaaro
chuttiyon mein ek jagah na baitho ??? pe chalo yaaro) - 2
pehale se hi kar ke rakhon saare intzaam
chhuttiyaan manaane ka chalon banaaye program
aayi hain chhuttiyaan aayi hain holidays - 2
kaam kaam karate karate thak gaye haay raam
chhuttiyaan manaane ka chalon banaaye program
aayi hain chhuttiyaan aayi hain holidays - 2